Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chalo haseen geet ek banayen wo geet phir bana ke gungunayen chalo haseen geet ek banayen wo geet phir bana ke gungunayen khayalon ko chalo zara sajayen nashe mein kyu na jhoom jhoom jaayen aa ha aa ha chalo haseen geet ek banayen wo geet phir bana ke gungunayen khayalon ko chalo zara sajaayen aur nashe mein kyun na jhoom jhoom jaayen aa ha aa ha aise ye mauke masti ke jhonke aate hain roz kab yahaan armaan dil ke phoolon se khilke hote hain roz kab jawaan la la la la la la la la la la la haan la la la la la la la la la la la to mil ke aao rang hum jamaayen nashili dhun pe nachen khoob gaayen khayalon ko chalo zara sajaayen aur nashe mein kyun na jhoom jhoom jaayen aa ha aa ha ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru la la la la la la la la ye rang raliyaan sapnon ki galiyaan mehki huyi hain aaj to dekho ye saara badla nazaara tumne jo chheda saaz ko la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la jo ho
chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono na main tum se koi ummeed rakhoon dil navazi ki na tum meri taraf dekho galat andaaz nazron se na mere dil ki dhadkan ladkhadaye meri baaton mein na zaahir ho tumhari kashmkash ka raaz nazron se chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono tumhe bhi koi uljhan rokti hai pesh kadmi se mujhe bhi log kehte hain ki ye jalve paraaye hai mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki mere humrah bhi rusvaeeyan hain mere maazi ki tumhare saath bhi guzari huyi raton ke saaye hain chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono chalo ik baar phir se ajnabi ban jaayen hum dono taaruff rog ho jaaye to uss ko bhoolna behtar taalluk bojh ban jaaye to uss ko todna achchhaa wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin wo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin use ik khoobsurat mod de kar chhodna achchha chalo ik baar phir se
chalo jhumte sar se baandhe kafan lahu maangti hai zameen e vatan chalo jhumte sar se baandhe kafan lahu maangti hai zameen e vatan chalo jhumte sar se baandhe kafan jahaan hum jiye jahaan hum pale zamin hai woh dushman ke kadmon tale jahaan hum jiye jahaan hum pale zamin hai woh dushman ke kadmon tale zamin mat kaho hai woh apna badan apna badan mukhalif kayi har ik aashiyaan kahin par bagule kahin aandhiyaan mukhalif kayi har ik aashiyaan kahin par bagule kahin aandhiyaan are lut na jaaye humaara chaman humaara chaman mila lo kadam nazar taan lo jo gaddaar hai unko pehchaan lo mila lo kadam nazar taan lo jo gaddaar hai unko pehchaan lo ke hain kaarwaan mein chhupe raah jan chhupe raah jan chale sar liye hatheli pe hum shaheedon ke zinda lahu ki kasam chale sar liye hatheli pe hum shaheedon ke zinda lahu ki kasam ki marna vatan pe humaara chalan humaara chalan
hoooo chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi hoooo chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi jin nainon ki tu hai jyoti unn nainon se barse moti daavaa nahin hai koi zor nahin hai beti sadaa hi praayi hoti jaldi naihar se le jaao kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi chhaayi hai dekho hariyaaliii aayi hai rutt khushiyon waali har aasha parwaan chadi din hai dusheraa raat deewaaali gale daal baahon kaa haar kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi suni padi bhaiyaa ki haweli vyaakul behnaa reh gayi akeli jin sang naachi jin sang kheli chhut gayi wo sakhi saheli ab naa deri lagaao kahaar piya milan ki rutt aayi chalo re doli uthaao kahaar piya milan ki rutt aayi piya milan ki rutt aayi piya milan ki rutt aayi
ho o o chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri chalo ri chalo ri kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri ik din aayi thi chameli paniya bharan ko akeli kahaan gayi phir wo saheli abhi tak hai ye paheli ho kaisa julum hua haay haay bar jori ho ho ho ho ho ho hay hay hay hay hay hay hay ho chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri chameli ke prem ki kahaani sunaata hai nadiya ka paani naina uljhaake kahin raani ban gayi kisi ki deewaani ho kam ho gayi gaanv se ek chhori hay hay hay hay hay hay hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy ho chalo ri chalo ri chalo ri chalo ri kisi pyaase pardesi ke aane se pehale panghat se ghar ko chalo ri isi panghat pe raam jaane ghada uthwaane ke bahaane mile kitane log anjaane janmon ke premi puraane o ho oooo ho logon se chhupke duniya se chori chalo ri chalo ri kisi pyaase pardesi ke aane se pehale
chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeee chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche fursat kis ko itni dekhe jo mud ke peechhe tum chalo hum chalen hum chalen tum chalo saawan ki hawa chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein tumhre tan ki chhaya kaajal bani palak mein ek hain do badan do badan ek hai aanchal ke tale taleee chalo sajna jahan tak ghata chale pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi khaaoge jab thokar honthon se choom loongi pyaar ka aaj se aaj se pyaar ka hum se silsila chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeeee chalo sajna jahan tak jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale
chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein gaati sarsaraati in hawaaun sang aao paas mere aana sapnon ka safar hai mere dil ka ye bhanwar hai ismein doob jaana zara sa lamhaa chhupa tha ab mil gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein madham roshani hai aur chanchal chandani hai chale aao na shabnam si chubhan hai aur mehka sa milan hai door jaao na suhaana sapna tumhaara sach ho gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein
hoooooooo haaa haaa haaa haaaa hoooooooo haaa haaa haaa haaaa chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat jaana humko jaana hai wahaan apne dil ki manzil hai jahaan chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo ye safar hai naya hai naye raasteeee chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum jawaan dil jawaan hain jawaan haunsalen chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan sach kabhi honge to mere
la la la la la la la la la la la la chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar todo na saaz e dil ke saaz e dil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega halchal ki har ek mauj mein shaamil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote hanste bas yunhi tum gun gunaate rehana kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge sapanon ko phir bhi tum yunhi sajaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar hum laut aaenge tum yunhi bulaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna rote hanste bas yun hi tum gungunaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna alvida to ant hai aur ant kisne dekha ye judaai hiii milan hai jo humne dekha yaadon mein aa kar tum yun hi gaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna
chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil aa haa oo hoo aise bhi hans lete hain hum aise me bhi dil gaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai aa haa oo hoo koi dukh me jee leta hai koi sukh me mar jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi mein kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi
chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada hey chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ha sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ki tune meri raani ye beimani khoob hai ye ada apna dil na diya mera dil le liya haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada teri to matki tooti apna to dil hi toota haye teri to matki tooti apna to dil hi toota gussa ye chhod jhuta ohh meri roopa kuchh to insaaf kar pyaar se tu na darr chal mere saath ghar haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada oh maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk
chalte chalte chalte chalte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte sare raah chalte chalte wahin tham ke reh gayi hai wahin tham ke reh gayi hai meri raat dhalte dhalte meri raat dhalte dhalte jo kahi gayi na mujhse jo kahi gayi na mujhse wo zamaana keh raha hai wo zamaana keh raha hai ke fasana ke fasana ban gayi hai ke fasana ban gayi hai meri baat talte talte meri baat talte talte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte sare raah chalte chalte yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte chalte chalte sare raah chalte chalte chalte chalte chalte chalte chalte chalte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha shab e intezaar aakhir shab e intezaar aakhir kabhi hogi muqtasar bhi kabhi hogi muqtasar bhi ye chirag ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain mere saath jalte jalte mere saath jalte jalte ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain ye
chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi mud ke naa dekhe kuchh bhi naa bole bhed apne dil kaa raahi naa khole aayaa kahaan se kiss desh kaa hai koi naa jaane kya dhundhataa hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi jhalke naa kuchh bhi aashaa niraasha kya koi samjhe nainon ki bhaasha chehraa ke jaise kora safaa hai kismat ne jis par kuchh naa likha hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi
hey ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai haan duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar to dekh ja nazdeek se phoolon ka bhi hai kya jigar kaanton ki tej nok par palti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi haan ohh tere hann han han heyyy haa haa hey hey manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin haan aandhi chale ya tufan mile saamne uske jhukna nahin sanche mein rang birang ke dhalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi
apna nahin par apna lage jaane kaisa ye raaz hai hanste hain lab rota hai dil jeene ka ye bhi andaaz hai girti sambhalti jhumti masti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai kya hai galat kya hai sahi kaisa nasha ye kaisa garoor josh e junoon rishte khoon koi bataaye kaise hon door jaani anjaani bhool ki galti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ladte hain kyun aapas mein hum nadaani hai ye diwanapan shohrat rahe na daulat rahegi jaayenge sab hi odhe kafan patjhad mein aur bahaar mein khilti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai
chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai ye tere mere pyaar ki pehli bahaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai ye tere mere pyaar ki pehli bahaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai tadap utha hoon main tadap utha hoon main machal gaya hai dil ye jaan le kareeb aa na mere sabr ka tu imtihaan na le kareeb aa na mere sabr ka tu imtihaan na le mujhe pata na tha tu itna beqaraar haieeeeeeee chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai mujhe pasand kar liya hai toone kyun pata nahin mujhe pasand kar liya hai toone kyun pata nahin kisi haseen ki to mujh mein koi bhi ada nahin teri isi ada pe to ye dil nisaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai milan mein der hai abhi milan mein der hai abhi to hum mile hain kis liye abhi talak wahi puraane faasle hain kis liye
chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ki baat pehchano suna hai chehre ko suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko saaz e dil chhed diya hai to ye nagmaa sun lo bikhri bikhri hai mere pyaar ki kirne sun lo isi kiran ko sanam aaftaab kehte hain humin nahin humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko aaj tak dekhi nahin aisi dehakti aankhen daal do hans ke inn aankhon mein chhalati aankhen sambhal ke peena ise sab sharaab kehte hain humin nahin hoye humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ke baat pehchano suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko
chaman ke saath nasheman bhi jal ke khaak hua hum intzaar hi karte rahe bahaaron ka yun besabab jahaan mein jiye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm jaise koi gunaah kiya ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein dil hai kisi ujde huye gulshan ki kahaani dil hai kisi ujde huye gulshan ki kahaani aansu isi banjar mein barasta hua paani saansen hain zehar aur saansen hain zehar aur piye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein jalte huye armaanon ko seene mein dabaaye jalte huye armaanon ko seene mein dabaaye toote huye sapnon ke janaaze ko uthaaye jeene ki saza khud ko jeene ki saza khud ko diye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein maayoos nigaahon mein hain viraan nazaare maayoos nigaahon mein hain viraan nazaare toofaan humein chhod gaya aise kinaare ehsaan ye kismat ka ehsaan ye kismat ka liye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein jiye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chalo Haseen Geet Ek Banaye Shaukeen (1982) 03:50 38706
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rati Agnihotri
Duration : 03:50   Song Number : 38706   

Chalo Ik Baar Gumrah (1963) 04:41 20266
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 04:41   Song Number : 20266   

Chalo Jhumte Sar Pe Bandhe Kafan Kabli Khan (1963) 04:10 40999
 
Poster of Kabli Khan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:10   Song Number : 40999   

Chalo Re Doli Uthaao Jaani Dushman (1979) 05:03 20267
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:03   Song Number : 20267   

Chalo Ri Chalo Ri Mehbooba (1976) 05:05 32517
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:05   Song Number : 32517   

Chalo Sajna Jahan Tak Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:03 11968
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:03   Song Number : 11968   

Chalo Tumko Lekar Chale Jism (2003) 04:50 20268
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 04:50   Song Number : 20268   

Chalte Chale Lehron Ke Saath Saaheb (1985) 07:25 18321
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Amrita Singh
Duration : 07:25   Song Number : 18321   

Chalte Chalo Chalta Hua Insaan Aur Shaitan (1970) 03:21 41000
 
Poster of Insaan Aur Shaitan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 41000   

Chalte Chalte Chalte Chalte (1976) 05:08 18437
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 05:08   Song Number : 18437   

Chalte Chalte (Sad Version) Chalte Chalte (1976) 02:29 18440
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 02:29   Song Number : 18440   

Chalte Chalte In Atma Ram (1979) 05:37 12749
 
Poster of Atma Ram (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Thakur
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Satrughan Sinha, Bindiya Goswami
Duration : 05:37   Song Number : 12749   

Chalte Chalte Peechhe Mudke Dekh Jaise Ko Taisa (1973) 03:40 36414
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 03:40   Song Number : 36414   

Chalte Chalte Yunhin Koi Pakeezah (1972) 05:57 20269
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:57   Song Number : 20269   

Chalti Chali Jaa Zindagi Door Ka Rahi (1971) 05:02 13169
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ashok Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 05:02   Song Number : 13169   

Chalti Ka Naam Zindagi Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 05:11 38211
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 38211   

Chalti Ka Naam Zindagi - II Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 03:33 17095
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 17095   

Chaman Chaman O Jaaneman Yaadon Ki Kasam (1985) 06:03 39246
 
Poster of Yaadon Ki Kasam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Zeenat Aman
Duration : 06:03   Song Number : 39246   

Chaman Ke Phool Shikari (1963) 03:37 14244
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Ajeet, Ragini
Duration : 03:37   Song Number : 14244   

Chaman Ke Saath Mehndi Rang Layegi (1982) 06:17 18253
 
Poster of Mehndi Rang Layegi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hariram Acharya
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:17   Song Number : 18253